Agar ho tum toh
Main khud ko bhula du
Tere khwabon khyalon mein
Yuhi main behta rahu
Agar ho tum toh
Hai phir kya kehna
Tere wadon iradon mein
Yuhi main udta rahu
Zamane bhar ki khusiyo ko
Tere daman mein bhar dunga
Tu maange ek sitara chaand
Main tere hath mein rakh dunga
Agar ho tum toh darna kya
Hai tera hai mera
Hamara ye sara jahan
Agar ho tum toh
Sath khuda han..
Hai tera hai mera hai
Hamara ye sara jahan
Agar ho tum agar ho tum
Agar ho tum agar ho tum
Agar ho tum agar ho tum
Agar ho tum agar ho tum
Agar ho tum, agar ho tum
Kitne siyane dekhe
Kitne deewane dekhe
Dil ke thikano mein
Han tumsa nahi dekha
Dil ke fasaano mein
Sonimmaahiwalo mein
Dil ne jahan dekha
Han tumsa nahi dekha
Zamane bhar ki mohabbt ko
Han tere naam main kar dunga
Tu keh de ek dafa toh
Baahon mein tujhe aaj main bhar lunga
Agar ho tum, agar ho tum
Agar ho tum, agar ho tum
Apna pata na pau
Janu na kahan main jau
Ek tere bin o maahi
Mera aur kya
Naino mein tujhko bhar lu
Khud ko main kabil kar lu
Ek tere bin o maahi
Mera aur kya
Agar ho tum, agar ho tum
Agar ho tum, agar ho tum.