Pass aaye, duriyaan phir bhi kaam naa hui
Ek adhuri si hamari kahani rahi
Aasmaan ko zameen ye jaruri nahi jaa mile, jaa mile
Ishq sacha wohi jisko milti nahi manzilein, manzilein
Rang the, noor tha, jab kareeb tu tha
Ek jannat sa tha, ye jahan
Waqt ki ret pe kuch mere naam sa
Likh ke choor gaya, tu kahan?
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Khusbuon se teri yunhi takra gaye
Chalte-chalte dekho naa, hum kahan aa gaye
Janntein agar yahi, tu dihkhe kyun nahi
Chand suraj sabhi hai yahan
Intezaar tera sadiyon se kar raha
Pyaasi behti hai kab se yahaan
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Pyaas ka ye safar kahatam ho jayega
Kuch adhura sa jo tha pura ho jayega
Jhuk gaya aasmaan, mil gaye do jaahan
Har taraf hai milan ka sama
Doliyan hai saji, khusbuyein kar kahin
Padhne aaya khuda khud yahan
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani