Ho… Oh…
O teri aankhon me
Ikraar ki baaton mai
Bhigee, bhigee raaton me mujhko hai kho, jana
Nazro me basake
Palko mein sajake
Mehkee, mehkee saason se dil mai hai basana
Oh…
Teri baaton mai aisa uljha jiya
Baithe hi bethe maine dil kho diya
Teri baaton mai aisa uljha jiya
Baithe he bethe maine dil kho diya
Payal ki rumjhum me
Geeto ki gungun me
Meethe, meethe nagmon se tuj ko hai lubhana
Seedhi, saadhi baaton se
Bholi, bhaali adaon se
Kache, kache dhage se tumhe keech lana
Oh…
Teri baaton me aisa uljha jiya
Baithe hi bethe maine dil kho diya
Teri baaton me aisa uljha jiya
Baithe hi bethe maine dil kho diya
Pani ki lehron se
Pawan ke jhonke se
Pyasee, pyasee boondon se hai teri maang sajana
Kuch tumne kaha kuch maine kaha
Kuch tumne kaha kuch maine kaha
Do dil mil hee gaye ek jadoo chala
Ek jadoo chala
Teri baaton mai aisa uljha jiya
Baithe he bethe maine dil kho diya
Teri baaton me aisa uljha jiya
Baithe hi bethe maine dil kho diya
Teri baaton mai aisa uljha jiya
Baithe hi bethe maine dil kho diya
Teri baaton me aisa uljha jiya
Baithe hi bethe maine dil kho diya
Teri baaton me aisa uljha jiya
Baithe hi bethe maine dil kho diya
Teri baaton me aisa uljha jiya
Baithe hi bethe maine dil kho diya
Teri baaton me aisa uljha jiya
Baithe hi bethe maine dil kho diya
Teri baaton me aisa uljha jiya
Baithe hi bethe maine dil kho diya